Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama
noImage

Fazihat Shah Warsi

- 1912 | Gaya, India

Ashaar of Fazihat Shah Warsi

bazm-e-gul meñ vo gul-e-'izār nahīñ

fasl-e-gul hai magar bahār nahīñ

bazm-e-gul mein wo gul-e-'izar nahin

fasl-e-gul hai magar bahaar nahin

dīn-o-īmān par girī bijlī

lag ga.ī aag pārsā.ī meñ

din-o-iman par giri bijli

lag gai aag parsai mein

na bāvar ho to sūra-yūsuf paḌho

ḳhudā zabāñ par hai azkār-e-ishq

na bawar ho to sura-yusuf paDho

KHuda ki zaban par hai azkar-e-ishq

hamāre ghar meñ aa kar yaar aTkā

raqīboñ nazar meñ ḳhaar aTkā

hamare ghar mein aa kar yar aTka

raqibon ki nazar mein KHar aTka

Recitation

Speak Now