jis kaa vaasif hai qur.aa.n jo hai.n valii allaah ke

Khwaja Nazir Nizami
MORE BYKhwaja Nazir Nizami
jis kaa vaasif hai qur.aa.n jo hai.n valii allaah ke
vasf ho.n kyaa-kyaa bayaa.n us piir-e-haq aagaah ke
paa.ii hai ahl-e-nazar ne haq-shanaasii haq-rasii
rahnumaa zarre bane hai.n un kii KHaak-e-raah ke
raushnii-e-qalb se raushan do-'aalam ho ga.e
maa.nd jalve ho ga.e duniyaa me.n mehr-o-maah ke
haq ne KHud laa-yaa’rafo Gairii se muKHlis kar diyaa
ko.ii kyaa jaane maraatib auliyaa-allaah ke
tarikudduniyaa bane aur mahv-e-zaat-e-haq hu.e
parda-daar-e-’ishq hai.n jalve tirii dargaah ke
do-jahaa.n kii 'azmate.n qurbaan un par ho ga.ii.n
jo nahii.n taalib hu.e duniyaa me.n ’izz-o-jaah ke

- Book : Hadis-e-Nizami (Pg. 120)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.