Sufinama

jis bhi rah mein zahid tune hathi apna hula hai

Kavi Dildar

jis bhi rah mein zahid tune hathi apna hula hai

Kavi Dildar

MORE BYKavi Dildar

    jis bhī raah meñ zāhid tuune hāthī apnā huulā hai

    vo nahīñ raah hai jaano is ko to bhaTkā bhūlā hai

    jo kuchh zāhir dekhe hai 'dildār' se ek hayūlā hai

    dekh chaman meñ vahdat ke vo kyā kyā gul ho phūlā hai

    jis bhi rah mein zahid tune hathi apna hula hai

    wo nahin rah hai jaano is ko tu to bhaTka bhula hai

    jo kuchh zahir dekhe hai 'dildar' se ek hayula hai

    dekh chaman mein wahdat ke wo kya kya gul ho phula hai

    Source :
    • Book : Dildar ke dohe (Pg. 25)
    • Author : Sant kavi dildar
    • Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
    • Edition : 1
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now