nahi sath KHuda ke dil hai phir wo haram mein hai to kya hai
nahi saath ḳhudā ke dil hai phir vo haram meñ hai to kyā hai
'dildār' hai khishte-e-dil meñ daulat diram meñ hai to kyā hai
nahīñ faiz kisī ko tujh se hashmat ḳhadam meñ hai to kyā hai
rahe ulfat dost kī dil meñ ḳhāna sanam meñ hai to kyā hai
nahi sath KHuda ke dil hai phir wo haram mein hai to kya hai
'dildar' hai khishte-e-dil mein daulat diram mein hai to kya hai
nahin faiz kisi ko tujh se hashmat KHadam mein hai to kya hai
rahe ulfat dost ki dil mein KHana sanam mein hai to kya hai
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 29)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.