wahdat se aa kasrat andar dekho to kya tafriq hua
vahdat se aa kasrat andar dekho to kyā tafrīq huā
kah jhūTh kahīñ jhūTā kahlā kah sāñch kahīñ tasdīq huā
islām meñ momin kahlāyā aa kufr meñ vo zindīq huā
hai yaar merā har shai andar 'dildār' hameñ tahqīq huā
wahdat se aa kasrat andar dekho to kya tafriq hua
kah jhuTh kahin jhuTa kahla kah sanch kahin tasdiq hua
islam mein momin kahlaya aa kufr mein wo zindiq hua
hai yar mera har shai andar 'dildar' hamein tahqiq hua
- Book : Dildar ke dohe (Pg. 3)
- Author : Sant kavi dildar
- Publication : Khuda bakhsh oriental publick library, Patna (1991)
- Edition : 1
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.