purabi
piyā 'vāris' ab daras dikhāo jiyā tarsat hai hamār ho
tumre naam kī karat huuñ simran nisdin sāñjh-sakār ho
ek ghaḌī-pal chhin na bisārūñ huī bich rākhūñ udhār ho
bhū sāgar maan bin gun nayā borT hai lehū ubhār ho
khevaT bin ke niim dharm se kaa.ī lagāo vo paar ho
aan milo har apne miyā se daaya kaaro ek baar ho
kah bahniyāñ gur charan lagāo 'nādim' hai daas tumhār ho
piya 'waris' ab daras dikhao jiya tarsat hai hamar ho
tumre nam ki karat hun simran nisdin sanjh-sakar ho
ek ghaDi-pal chhin na bisarun hui bich rakhun udhaar ho
bhu sagar man bin gun naya borT hai lehu ubhaar ho
khewaT bin ke nim dharm se kai lagao wo par ho
aan milo har apne miya se daya karo ek bar ho
kah bahniyan gur charan lagao 'nadim' hai das tumhaar ho
- Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 35)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.