Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

KHanqahon mein jo qalin saja rakkhe hain

Mahirul Qadri

KHanqahon mein jo qalin saja rakkhe hain

Mahirul Qadri

MORE BYMahirul Qadri

    ḳhānqāhoñ meñ jo qālīn sajā rakkhe haiñ

    dām-e-ham-rañg-e-zamīñ haiñ ki bichhā rakkhe haiñ

    shaiḳh ḳhud bhī haiñ bahut vaz' ke pāband magar

    kuchh murīdoñ ko bhī ādāb batā rakkhe haiñ

    zohd-e-ḳhāmosh se ha.gāma-e-rindī achchhā

    mai-kade vāloñ ne fitne to uThā rakkhe haiñ

    madrasoñ meñ hai vahī bahs-e-kallam-o-mantiq

    aur qur.ān ke asrār chhupā rakkhe haiñ

    KHanqahon mein jo qalin saja rakkhe hain

    dam-e-ham-rang-e-zamin hain ki bichha rakkhe hain

    shaiKH KHud bhi hain bahut waz' ke paband magar

    kuchh muridon ko bhi aadab bata rakkhe hain

    zohd-e-KHamosh se hagama-e-rindi achchha

    mai-kade walon ne fitne to uTha rakkhe hain

    madrason mein hai wahi bahs-e-kallam-o-mantiq

    aur quran ke asrar chhupa rakkhe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now