jam-e-gadai hath mein liye sham sawere phirte hain
jām-e-gadā.ī haath meñ liye shaam savere phirte haiñ
shams-o-qamar ye donoñ sipāhī hukm ke phere phirte haiñ
chūmeñge aḳhtar saare māh-e-jabīñ
khol tū barahman pothī apnī kab din mere phirte haiñ
panDit pūchho faal dikhāo terā bāchan kyā hāsil
jab din hoñ bargashta kis ke phere phirte haiñ
jog liyā 'āshiq kā ham ne dekh laT un zulfoñ kī
galiyoñ-galiyoñ ham to pyāre baal bikhere phirte haiñ
jam-e-gadai hath mein liye sham sawere phirte hain
shams-o-qamar ye donon sipahi hukm ke phere phirte hain
chumenge aKHtar sare mah-e-jabin
khol tu barahman pothi apni kab din mere phirte hain
panDit puchho fal dikhao tera bachan kya hasil
jab din hon bargashta kis ke phere phirte hain
jog liya 'ashiq ka hum ne dekh laT un zulfon ki
galiyon-galiyon hum to pyare baal bikhere phirte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.