irfan taraaze mahmud ayaze
tujhe vahshat hai sahrā-e-junūñ kyuuñ mere shevan se
'irfān tarāze mahmūd ayāze
tamannā.eñ mirī lipTī huī haiñ tere dāman se
soz-e-darūñ rā pīrsata saaze
gudāz qalb soz-e-ġham hujūm-e-yās be-tābī
ham dard-mande ham dil gudāze
ye tasvīreñ nikalne kī nahīñ ab kHāna-e-tan se
maqbūl farmūd az nā zā-e-dard
chhupāne se mohabbat-e-dard hargiz chhup nahīñ saktī
dard-e-dil sun shakl niyāze
tujhe wahshat hai sahra-e-junun kyun mere shewan se
'irfan taraaze mahmud ayaze
tamannaen meri lipTi hui hain tere daman se
soz-e-darun ra pirsata saze
gudaz qalb soz-e-gham hujum-e-yas be-tabi
hum dard-mande hum dil gudaze
ye taswiren nikalne ki nahin ab kHana-e-tan se
maqbul farmud az na za-e-dard
chhupane se mohabbat-e-dard hargiz chhup nahin sakti
dard-e-dil sun shakl niyaze
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.