kahan fursat ki main aab-e-rawan dekhun
kahāñ fursat ki maiñ āb-e-ravāñ dekhūñ
mile jo tujh se mohlat to jahāñ dekhūñ
nazar meñ qaid hai ab tak ruḳh-e-zebā
tujhī ko paayā hai chāhe jahāñ dekhūñ
nihāñ shams-o-qamar haiñ terī sūrat meñ
tujhe dekhūñ ki jaise kahkashāñ dekhūñ
kahan fursat ki main aab-e-rawan dekhun
mile jo tujh se mohlat to jahan dekhun
nazar mein qaid hai ab tak ruKH-e-zeba
tujhi ko paya hai chahe jahan dekhun
nihan shams-o-qamar hain teri surat mein
tujhe dekhun ki jaise kahkashan dekhun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.