ye rang-e-manzar bazm-e-gulistan kaun dekhega
Interesting Fact
مصرعہ طرح : تجلی جمالِ روئے جاناں کون دیکھے گا 9 اکتوبر 1979 کو کاتک میلہ کے موقع پر دیویٰ شریف میں طرحی مشاعرہ۔
ye rañg-e-manzar bazm-e-gulistāñ kaun dekhegā
lahū meñ tar hai dāmān-e-bahārāñ kaun dekhegā
ḳhudā mā'lūm husn-e-rū-e-tābāñ kaun dekhegā
jamāl-e-manzar-e-sub.h-e-darakHshāñ kaun dekhegā
paḌe haiñ saiñkaḌoñ parde ta'assub ke nigāhoñ par
bhalā is daur meñ ham ko ġhazal-ḳhvāñ kaun dekhegā
ye rang-e-manzar bazm-e-gulistan kaun dekhega
lahu mein tar hai daman-e-bahaaran kaun dekhega
KHuda ma'lum husn-e-ru-e-taban kaun dekhega
jamal-e-manzar-e-subh-e-darakHshan kaun dekhega
paDe hain sainkaDon parde ta'assub ke nigahon par
bhala is daur mein hum ko ghazal-KHwan kaun dekhega
- Book : Aaina-e-Ehsas
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.