Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

ata hum ko bhi ek hasin jam ho

Abdul Hameed Adam

ata hum ko bhi ek hasin jam ho

Abdul Hameed Adam

MORE BYAbdul Hameed Adam

    'atā ham ko bhī ik hasīñ jaam ho

    tirā baḳht chamke tirā naam ho

    tumhārī pareshān zulfoñ ḳhair

    hamārā bhī sīdhā koī kaam ho

    tumhārā sitam to hai zindagī

    tumhīñ to tabī'at ārām ho

    kisī ke ḳhayālāt sub.h ho

    kisī ke ḳharābāt shaam ho

    'adam' se bhī thoḌā husn-e-sulūk

    sitāra jabīñ ho gul-andām ho

    'ata hum ko bhi ek hasin jam ho

    tera baKHt chamke tera nam ho

    tumhaari pareshan zulfon ki KHair

    hamara bhi sidha koi kaam ho

    tumhaara sitam hi to hai zindagi

    tumhin to tabi'at ka aaram ho

    kisi ke KHayalat ki subh ho

    kisi ke KHarabaat ki sham ho

    'adam' se bhi thoDa sa husn-e-suluk

    sitara jabin ho gul-andam ho

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now